Friday 4 March 2016

Feedburner Kya Hai?or Isme Account kyu Aur Kaise Bnaye

Hello Dosto,,
Aaj mai Apko Btaunga Ki Feedburner Kya Hai or Isme Account kyu Aur Kaise Bnaye..
Aapne dekha hogo ki Apki Email I'd me bahut se blog Website ke msg aate hai kya aapne kabhi Socha hai ki Ye kaise Hota Hai
Ise koi mail Nahi Karta Ye Apne Aap Hi aa jate hai Or Ye Kamaal hota hai Feedburner ka Kyoki Jab Aap Bhi kisi Website ya blog me Apna email dete hai to apka email Subscribe Ho jata hai Or aapke email Par ek Virfy msg Aata hai Jise Conform Karene par Aapka Email Subscrib Ho jata hai ...
Or phir jab us blog me new post hoti hair to apke email account par msg aa jata hai ..
Feedburner blog website ke liye bahut important or sabse jyada popular email delivery service hai. is baat me koi shaq nahi hai. mere hisab se har ek blogger blog user feedburner account hi use karta hai. ye ek bahut hi acha tarika hai apne old visitors ko new post ki notification send kar ke use apni sitepar lubhane ka or blog ki traffic badhane ka. agar aapne abhi tak apne blog ke liye feedburner service start nahi ki Hai to is post me btaye step follow kar ke aasani se kar sakte ho.
Is post me mai aapko btane ja raha hu ki apne blog ke liye feedburner account kaise banaye

*" Android Mobile Se Template Kaise Edit Kare
Feedbuner Account Kyu Bnaye?

Feedburner ek email delivery service hai. jise google ne website blog ke liye apni new post ki notification send karne ke liye banaya hai. feedburner bilkul free hai or aap isse apne blog ko connect kar ke apne blog ki new post ki delivery apne sabhi visitors tak pahucha sakte ho. isse aapke subscriber aapki new post ki report dekh kar aapki site parvisit karenge or aapke blog par traffic badhega.Jaisa ki Maine apko upar abhi btaya hi hai ki Feedburner ka kya fayda hai or jyadatar blogger Ise use karte hai ...

*" Website Ka High Quality Screenshot Kese Bnaye

Most sabhi blogger apne blog par RSS feed use karte hai. jinme me kuch blogger paid jaise awber service use karte hai. but feedburnerek free service hai isliye ise sabse jyada log use kar sakte hai./ iske liyeaapko apne blog par ek subscribe widget lagani hogi. jis par aapke visitors aapki site ko subscribe karenge. or jab bhi aap new post likhkar apne blog par share karoge to agle 24 ghanto me feedburner us post ki notification un sab users ko send karta hai jin logo ne aapke blogko subscribe kiya hoga.


Feedburner Me Account Kaise Bnaye.?

yaha par mai apko yah jankari dunga ki Aap Feedburner par apna account kaise bnaye...

*"Unlimited Gmail Id Bnaye Ek Mobile Number Se

Step: 1 - sabse pahle aap Feedburner site par jayiye or apni google ki gmail id se log in kijiye.

Step: 2 - Login karne ke baad ab aisa page open hoga

1."Burn a feed right this instent"ke niche apna url daale.
2."I am a podcaster" ke saamne tick kare.
3.Ab  aap next par click kare.


Step: 3 - ab aapke saamne ek new page open hoga.usme aapsepuchha jaayega ki aap post delivery ke liye ya fir coment ke liye kiske liye aap feedburner bana rahe hai .


jaisa ki Aap upar image me dekh rahe hai bilkul waisa hi kare or next par click kar de

Step: 4 - ab aapke saamne ek fir se new page open hoga usme apni site ka title name or url type kare.


1st box me apne blog ka title name like jaise mere blog ka title name Tricks Hindi Me his

2nd box me Rahne de wo jaise aaye usko waise hi rahne de agar Aap chaho to badal sakte hai.....

Ab Aap Next Button par Click kar de...


Step: 5 - ab aapka feedburner par account ban gaya hai or aapko wellcome kiya jaaye ga ab jo page open hoga uski teen steps aapko follow karni hai.




Ab aapko upar Jo red color se Maine box bnaya hai uske andar ka URL copy kar le Jo aapki site ka URL aayega Aap Wo copy kare
or Phir ab next button par click kar le

Step: 6 - Ab aapke samne ek aisa page open hoga...

apko isme kuch bhi nahi Karna hai bas Next par Click kar le..

Step: 6 - Ab ek or new page open hoga aisa 



1.Click throughs par tick  kare.
2.I want more par tick kare.
3.ab aap next par click kare.

bas ab aapka feed bankar ready ho chuka hai ab aap is feed ko blog se submitt karna hai .


Feedburner Ko Blog Me Kaise Add Kare?

agar aapne feedburner par account to bana liye hai lekin feed url ko blog me submitt nahi kiya to aapke visitor ko aapki new post ki delivery nahi milengi or hamari mahnat bekar ho jaayegi isliye feed url ko blog me jarur add kare by the way feed url ko blog me add karna ekdam simple hai.sabse pahle to aap apne Blog ke Dashboard me jaaye...

1. Setting Par click kare...

2- Other Par Click Kare...

3- Post Feed Redirect URL ke aage past kare  (feed Url aapne copy kiya tha Wo Url ko yha par daale.)

4- Ab Aap Save kar De ...

ab aapka feed blog se submit ho chuka hai jab bhi ab aap ek widget feedburner ka apni site ke home page par laga le jab bhi koi visitor aapki site ko subscribe karega to use apni new post ki jaankari ek notification ke duara prapt hoti rahegi.or isprekar ham apne old visitorko apni site par laa sakte hai or visitor bhi badha sakte hai.....

*" Android Mobile Ka IMEI Number Dekhe Online

AGAR APKO YE POST ACHI LAGI HO TO APNE DOSTO KE SATH JARUR SHARE KARE AGAR KUCH SMJH NA AAYA HO TO COMMENT KARE...

0 comments:

Post a Comment

Comments Karne ke liye aap logo ka bhaut bahut dhnywaad....

Guest Post Kaise Kare

Agar aap Tricks Hindi Me
Guest post karna chatey hai to===> click Here
Thanks For Supporting Maine Aap logo ki Help karne ke liye Ek YouTube Channel Bnaya hai or aap ko sahi se smjhaya ja sake .... OR YouTube Channel Hindi Me Bnaya Hai Channel ko Search Kare YouTube Me Channel ka Naam ========= Minded Master Channel Link ×××. https://www.youtube.com/channel/UCIJ4kDDWs-qjw1TNLsYzuAw