Hello Dosto,,
Maine Apni pichli post me bhi bola hai ki Mai Wahi Tricks Apne Blog Me Add Karta Hun Jo Maine pehle Try ki Hui hoti hai or Working Bhi......
Aaj hum baat karenge gmail id ki ..
aaj ke samay me har kisi ke pass gmail I'd hona koi badi baat nahi hai kyuki is time har kisi ko gmail I'd ki bahut jarurat hoti hai jaise aap jab job karne jate hai to waha par bhi apse wo gmail I'd mangte hai kyuki ab gmail id sabke pass hona Important ho gya hai.....
*" Facebook me I'd kaise bnaye
*"Bina Email id or mobile numberke facebook id kaise bnaye
Ek mobile number se kaise Unlimited Gmail I'd ban Sakti Hai?
Ji ha Ek mobile Number Se Bahut Sari Gmail I'd Bnayi ja Sakti Hai Sach Btau To Yah Trick Maine apne aap Try Karke Bnayi Hai Or Jab Maine Dusri baar Usi Number ko dala gmail I'd bnane ke liye To Meri 2 Gmail I'd ban gyi Usi Number Se Phir Maine Aage 3 ,4 I'd usi number se bnayi or me Successful Raha Phir Maine Socha ki Is Trick Ko Me Aap Logo Ke Sath Share Karu or ha iski ek or khaas baat hai gmail account bnate smay Jo mobile number aap daloge to us number par virfy code bhi nahi aata hai....
*°Blogger Ya Website Me Facebook Pop Out Like box Add Kare
*"Free Me Blog Bnaye Sirf 5 Minutes Me
Unlimited Gmail I'd Bnane ke liye Kya chaiye?
Unlimited Gmail I'd bnane ke liye
1- Android phone
hona jaruri hai agar apke pass android phone nahi hai to aap unlimited gmail I'd nahi bna Sakte
Or Dusri Jaruri cheej hai....
2- Google+ Apk
Waise to Google+ Apk jayadatar Android mobile me pehle se hota hai lekin agar apke pass nahi hai to Aap yaha se Download Kar Sakte Hair
Download Google+ Apk
UNLIMITED GMAIL ID KAISE BNAYE..?
Jo mai apko btaunga apko Step by Step Karna hai
1- Sabse Pehle aap Google+ App Open kare Phir Uski Setting me Jaye
2- Ab apke samne New Page open hoga
3- Ab aap Add Account par click kare uske baad ek or new page open hoga
4- Ab yaha par Bhi Aap New Par Click Kate
5- Phir ab Apke Samne 2 Box open honge Pehle box me apna First name likhe or Dusre Me Last Name. Phir Right Side me is > type ka button hoga us par click kare....
6- ab aap Jo gmail rakhna chate hai wo type kare jaise Trickshindime Aise type kar Sakte Hai Phir Aap > is button par click kare Jo right side me hoga sabse niche.
7- Jo Gmail apne likha tha agar wo available nahi hua to next page open hoga Usme Touch For Suggestions Likha Hoga us par Click kare wo apko kuch email dega usme se chose kare ..
Phir Try Again ke button ko touch Kare
8- Ab Phir se 2 Box Aa jayenge Jispar 1st me. apko pasward dalna hai Jo aap rakhna chaho
or Dusre box me bhi wahi pasward dal de Jo apne 1st box me dala Tha...
9- Ab apke samne new page open hogo
10- Set Up Recovery Option par Click kare
11- Ab Apke Samne 3 box honge 1st box me mobile number likhe
2nd box me Backup Likha Rehne de
or 3rd box me apne country add kare jaha ke aap ho....
12- ab ek or new page khule ga jisme sabse upar likha hoga Google Recovery
or last me Right Side me > Is Type ka Nissan hoga usko touch kare
13- Ab aapke samne new page how jispar likha hoga Finish Account Ab I Accept par click Kare....
14- Ab Apko Ye Jo code green color me hai usko Niche box me type Karna hair jaise Maine kiya hai......
Bas ab aap aise hi jitne man kare utane gmail id bna sakte hai.......
AGAR APKO YE POST ACHI LAGI HO TO AAP IS POST KO APNE DOSTO KE SATH BHI SHARE KARE...OR AGAR KAHI PAR APKO PROBLEM AA RAHI HAI TO COMMENT KARE.....

Ye bahut usefull trick he thanks mujhe is trick ki bahut jarurat thi thank u thank u thank u thank u
ReplyDeleteTHANK YOU BHAI YE TRICK BATANE KE LIYE
ReplyDeleteTHANK YOU
ReplyDeleteham ek din 30 gmail id bna sakte hai kya ??
ReplyDelete