Saturday, 27 February 2016

Delete App, Photo , Videos Wapas Kese Laye Android phone me

Hello Dosto ..
Mai aaj phir hajir hun apke liye ek trick lekar Jo ki bahut hi jaruri hai apke liye delete app ya photo ya videos recover (wapas ) kaise laye..
Apko sirf ek app ki jarurat padegi or phir aap apni delete photo ya koi important cheej Jo apke mobile se galti se delete ho gyi ho...

Mujhe Ye Trick Kaise Mili ?

Ek baar mai or mere dost ghumne gye the waha par Maine apne mobile mai bahut sari photo capture ki or ghar aakar mai unhe dekh raga tha to WO galti se delete ho gyi..
Or mera dimagh khrab ho gya ki ab un photos ko kaise wapas lekar aau
Bahut Sochne ke baad idea aaya ki kyu na Google me Search Kiya jaye to Maine bahut Search kia ki aakhir kese wapas late hai delete photos videos Tab jakar mujhe Ek app mila GT Recovery Maine is app ko download kia or dekha tab jakar mujhe Wo photos wapas milli
Phir An Maine Socha es Tricks ko sabke sath Share karu ... Aap bhi apni photo, Videos, Songs Ya koi File Recover Kar Sakte Hai....

Kaise Recovery Kare Apne Delete App, Photos, Videos Ya koi File

Step 1 - Sabse Pehle Apko Phone Root Hona Jaruri Hai Jo ki Maine Apni pichli post mai btya tha

♦Mobile Root Karne ke liye ye post pade ===> Android Mobile Root Kaise Kare Bina Pc Ke


Step 2- Ab Aap GT Recovery App Download Kare

Yaha Se ====>  GT Recovery Apk


Step 3- Ab  Aap Gt Recovery app ko open karo or jab open karoge to ye app Root Permission Mangega To Aap Allow Karna Uske baad Apko Samne Recovery Ka Option Dikhayi Dega bas Ab click kare or Maje Kare
Bas Ab ho jaye ga Apka Delete Saman Recover

AGAR APKO YE POST ACHI LAGI HO TO APNE DOSTO KE SATH BHI SHARE KARE OR HA AGAR KUCH SMAJH NA AAYA HO TO COMMENT KARKE PUCHE....AGAR POST ACHI LAGI HO TO BHI COMMENT KARKE BTYAE..


Related Posts:

7 comments:

  1. Kya phone mai se photos video vapis aa skti hai
    Agar m software krwa chuka hu
    Usse pehle ka data v aajayega
    Jo mujje whats app or telegram pr aya tha specially telegram mai data gallary main nhi tha


    Or ho ske to binna root kiye

    ReplyDelete
  2. sir aapki website itni acchi bai lekin adsence aprove nahi hua kyu

    evie launcher

    ReplyDelete
  3. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete

Comments Karne ke liye aap logo ka bhaut bahut dhnywaad....

Guest Post Kaise Kare

Agar aap Tricks Hindi Me
Guest post karna chatey hai to===> click Here
Thanks For Supporting Maine Aap logo ki Help karne ke liye Ek YouTube Channel Bnaya hai or aap ko sahi se smjhaya ja sake .... OR YouTube Channel Hindi Me Bnaya Hai Channel ko Search Kare YouTube Me Channel ka Naam ========= Minded Master Channel Link ×××. https://www.youtube.com/channel/UCIJ4kDDWs-qjw1TNLsYzuAw