Saturday, 27 February 2016

Ek Android Mobile Me 2 Whatsapp Kaise Chlaye

Hello Dosto ..
Aaj me apke liye lekar aaya hun ek trick Jo ki apko bahut pasand aayegi   ek mobile me 2 Whatsapp har koi chlana chata hai magar jyada logo to trick nahi aati ki kaise ek mobile me 2 Whatsapp chlaye ja sakte hai,

Kya yah Sach hai ki ek mobile Me 2 Whatsapp chal sakte hai ?

jab mujhe pehle baar pta chala tha ki ek mobile me 2 Whatsapp chal sakte hai to mujhe yakin nahi hua par jab maine trick ko try kia to mujhko bahut khusi hui sach me
ab topic par aate hai...

mobile me 2 whatsapp chlane ke liye kya chaiye

1- Android mobile
2- Whatsapp app
3- Whatsfapp app

2 Whatsapp Chalane me kya fayda hai
Bhut bar hamare saamne ek dikkat aati hai or Wo ye ki hame hamari personal life or hamari professional life ko alag alag rakhna hota hai uske liye hame 2 whatsapp number chaiye. ek se ham hamare dosto or family member se jude rha sake or dusre number se ham apne business ka kaam kar sakte. Uske liye hame do mobile rakhna padta hai, par inki koi jarurat nahi hai aaj me aapko is post me bataoga kaise hamek mobile me 1 nahi 2 whatsapp chala sakte hai.

Kya kare ek mobile me 2 Whatsapp chlane ke liye
1- Sabse pehle aap Whatsapp ka official Apk download kar le jo hum sab chlate hi hai ( Agar pehle se apka ye app download he to sidhe
2nd step se suru kare)
2- Ab aap whatsapp ko thodi der chlaye  Ab apne WhatsApp ke message ka backup kar le.

Settings >> Chat Settings >> Back up Chats

3- Ab aap apne Mobile kisettingme jaa kar Apps >> WhatsApp>> Clear Data par click kare.

Ye Step Sabse Jada Jaruri hai

4- Ab apko dusra whatsapp download karna hai yaha se download kar le ==>  Download Whatsfapp apk  
Install karte samay aapko apna phela number register karna hai jo aapne Official Whatsapp par kiya tha. Install hone par back chat ka option aayega. aap uspar click karke apne message wapas aa jayege.

5- Ab Jo Official WhatsApp hai usko Open kare or ab usme 2nd Mobile Number se register kare.( jis number se aap whatsapp use karna chate ho wo number dale)
Install karne ke baat thodi der chat kare…


Apne Dosto se jarur share kare or aapko ye jaankari kasi lagi uske bare me jarur bataye. Cmnt par


3 comments:

Comments Karne ke liye aap logo ka bhaut bahut dhnywaad....

Guest Post Kaise Kare

Agar aap Tricks Hindi Me
Guest post karna chatey hai to===> click Here
Thanks For Supporting Maine Aap logo ki Help karne ke liye Ek YouTube Channel Bnaya hai or aap ko sahi se smjhaya ja sake .... OR YouTube Channel Hindi Me Bnaya Hai Channel ko Search Kare YouTube Me Channel ka Naam ========= Minded Master Channel Link ×××. https://www.youtube.com/channel/UCIJ4kDDWs-qjw1TNLsYzuAw