Hello Dosto,
Kaise ho aap log Sab theekh hi honge 😁
Chalo aaj Me Apko Btaunga Ki Kese Android Mobile Ke Font Change Kar Sakte Hai......
Kya Fayda Hai Font Change Karne Ka
ye To Aap bhi jante hi honge ki Aap log Android Phone Rooj Chlate Hai jab aap apne mobile ke font Dekhte hai to Sochte hai kaas yr mai Apne mobile ke Font Change Kar Pata Par Nahi kar pate Font change Karne ka System Sirf Samsung Ke Mobile Me Hota Hai Jismr Aap uski Setting me jakar Font Change Kar Sakte hai .....
Lekin aap Hamari Website(Tricks Hindi Me) Ke Visiters He Isliye Aap Ab apne Kisi bhi Android Mobile Ke Font Change Kar Sakte Hai..
Or apne Mobile Ko Stylish Look De Sakte Hai Agar mobile me Stylish Font Ho To Phone Ka Look Ek Dam Jhkaass Dikhta Hai ....
To Chalo Ab me Apka Jyada Samay Na Lete Hue Kaam Ki Baat Me Aata Hun...
Android Mobile Ke Font Change Karne Ke liye kya Kya Chaiye?
1- Aapka Phone Root Hona Jaruri Hai
Agar apka mobile Root Nahi Hai To Yah post Pade
Android Mobile Root Kare
2- I Font App
Download i-font apk
Ifont apk mai apko bahut Sare font milenge or aap apni pasand ka font laga Sakte hai isme apko font Download karne Honge Jo 20kb se 100kb ya 200kb tak honge....
I Font Ko Kaise Use Kare.?
To chlo jante Hai Kaise Use Kare
1- Sabse Pehle I Font App Download Kare or Download Hone Ke Baad Install Kare..
2- Ab Aap Ifont app ko open bar Le
Uske baad apko Aisa kuch Dikhega
3- Ab Jis font Ko Aap apne Mobile ke font par Lagana Chatey hai Usko Download Kar Le Wo Font Open Ho Jayega Usko Set Kar De phir Mobile Ko Reboot (Switch of kar ke on kar le) Uske Baad Aap Dekhenge Ki Aap ko Font Change Ho Gya Hai .....
AGAR APKO YE POST ACHI LAGI HO TO AAP HAMARI POST KO APNE DOSTO KE SATH BHI SHARE KARE OR AGAR APKO FONT CHANGE KARNE ME KOI PARESHANI HO RAHI HO TO COMMENT KARE..

Thank you for sharing change system font on Android
ReplyDelete