Hello Dosto,,
Kaise Ho aap log? ,Aaj Mai Aapke Liye Ek Mast Kaam me aane wali Trick Lekar aaya hun mujhe lagta hai Iski Jarurat Har Us Blogger Ko Hai Jo Mobile Se Blogging Karta Hai....
*" Post Ke Bich Me Link Kaise Add Kare Blog Me
Maine Bahut Logo Ke ye puchte huye Dekha hai ki Android Mobile Se Kaise Blog Ka Template Edit Kare To Aaj Ki Ye post Unhi Bloggers Ke Liye Hai .....
*" Blogger Ya Website Me Facebook Pop Out Like box Add Kare
Jab Maine Blogging Start Ki Thi to mere pass bhi Laptop Ya PC Nahi Tha or Abhi Bhi Nahi Hai Mai Android Mobile Se Hi Blogging Karta Hun Maine bhi bahut logo se pucha tha ki Mobile se kese Template Edit Kare To Sabka Yahi Jawaab Rehta Tha ki Mobile Se Template Edit Nahi Hota Uske Liye PC Ya Laptop Chaiye Phir bhi mai nahi Mana Maine Google Me Search Kiya Template Editor Apk To Mujhe Bahut Se App Mile But Maine Droid Edit Naam Ka App Download Kiya Phir Ab Ye Tha ki Mai Isko Kese Chlaunga To Aap Ko Bta Du Ki Isko Chlana Bahut Hi Aasan Hai.... Maine App Ko Apne Aap Chlana Shikha Phir Maine Apne Blog Ka Template Isi Se Edit Kiya hai...
*" Blog Ka Template Kaise Change Kare
Or Sayad Hi Kisi Ko Ye Trick pta ho ki mobile se Template kaise Edit Hota hai Maine Abhi Tak Ye Trick Na Hi Kisi Website Or Na hi Kisi Blog Me Dekhi Hai Me He Nahi Kahunga Ki Kisi Bhi Website Me Nahi Ho Sakti Bas Ye kehna Chata hun ki Maine Kisi bhi Website Me Nahi Dekhi Hai.....
Iske Liye Apko Kya Kya Chaiye?
1- Droid Edit
Iske Liye apko ek app Chaiye Jiska Naam Hai Droid Edit Yah Apk Aap Yaha Se Download kar Sakte Hai Download Droid Edit Apk Yah app Sirf 3mb ka Hai...Aap Download kar le......
Mobile Se Kaise template Edit Kare?
1- Sabse Pahle Aap Blogger.com par Jaye Phir apna Blog Select kare Phir Template Par Jaye ....Ab apke samne Ye New Page Open hoga....
2- Ab Aap Backup/Restore Par Click Kare jaisa Upar Image Me Dikhaya Gya Hai...Ab Pair New Page Open Hoga...
Ab Jab Download Ho Jaye To Aage ke Step Kare..
4- Ab Aap Droid Edit App Ko Open kare
Ab Apke Samne ye page Hoga Droid Edit App Ko Open Karne Ke Baad..
5- Aap Image Me Jaha Par Red Color Se Nishan Lgaya Hai Waha Par Click Kare
Phir New Popup Open hoga Jo Is Parkar hoga....
6- Ab Aap Open Par Click Kare Or Jo Template Abhi Apne Download Kiya Tha Wo Yaha Par Select Kare Jab Aap Select Kar loge to Apke Samne Aisa Page Open Hoga
7- Ab Apko Agar Kuch template Me Search Karna ho to Jaisa Maine Upar Image Me Red Color ka Nishan Lgaya Hai Waha Par Click Kate uske Baad Aisa Page open hoga
8- Aap ko Jo Search Karna Hai 1st box Me Likhe Jaha Par Find Likha Hua Hai...
Or Phir Search Ke Icon Par Click Kar de...
bas Ab ho gya Template Edit
9- Ab Apko Template Save Karne Ke liye Sabse Niche Jo 5 icon hai Unme Jo Pehla Icon Hai us Par Click Kare Or Phir Save As par click Kare or Aap jis foldar par usko save Karna chate Hai kar le....
10- Ab apko Template Ko Apne Blog Par Lagana Hai ... Wo template Jo Aapne Abhi Edit Kiya Hai .... Or Wo Template Apne Jis Foldar Par Save Kia tha Waha Se Apne Blog Par Upload Karde Bas Ab ho Gya Apka Template Edit.......
*"- Free me blog bnaye Sifr 5 Minutes Me
AGAR APKO YAH POST ACHI LAGI HO TO AAP APNE DOSTO KE SATH BHI SHARE KARE AGAR KUCH SMAJH ME NAHI AARAHA HO TO COMMENT KARE..
Nice bro thanku vary much........
ReplyDeleteWelcome bro @Sunil Yadav
ReplyDeletevery good post
ReplyDeleteVery good post ye post unke liye kaafi fayedemand hai jinke paas pc ya lappy nahi hai....aur main bhi kabhi kabhi is app kaa use kartaa hu... badhiya app hai
ReplyDeleteThnx @visiters
ReplyDeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDelete