Tuesday 1 March 2016

Kaise Facebook Me Id Bnaye



21 Vi Sadi Me Koi facebook Se Vakef Na Ho Aisa Ho Hi Nahi Sakata. Facebook Duniya ki Sabase Popular Sosial Media Websaite Hai. Internet Use Karne vale Sabhi Logo Ne facebook Pe apana Account Banaya Hi Hoga. Fir Bhi Aap Ye Articale Padh rahe hai , Isaka Matlab Aapne Facebook Ki Duniya Me Abhi Naye Hai. Aap Ko Ek facebook Account Banana hai. WelCome.. Ham Apaki madad Kar Dete Hai.


 Facebook Hai Kya..??

1.Facebook Ka Janm Hi Friend Ko Milane Ke Vichar Se Hua Tha. Facebook esi Sosial Websaite Hai Vaha Aap Apake Naye Purane Sabhi Dosto Ko Online Mil Sakate Hai.

2.Unse Chat kar Sakate Hai, Ek Dusare Ko Masseges, Photos, Wishes, Videos Bhej Sakate Hai. Aur Khas Baat Wo sabhi Muft Me.

3.Aap Facebook Ke Jariye Apne Friends Ka Ek Group Bhi Bana Sakate Hai Aur Apane man Ki Bat Ek Hi Status, MSG Post Karne Se sbhi Friend Ko Mil Jata Hai...hai Na Kamal Ki  Baat...!!

4.Agar Aap Koi Online Bigness Kar Rahe Hai to Apane Bigness ka Muft Me Advetising Kar Sakate Hai aage Badha Sakate Hai.Isake Liye Facebook Me Page Banane Ki Suvidha Hai.

5.Agar Apaka Blog, Website, Android appliCation Hai Ya Banani Hai To Usako Bhi Promot Karake Jyada Visitor Prapt Kar Sakate HAi.

6.Agae Aap Koi Lekhak, kavi, Sahityakar, Peintar, PhotoGrafar hai To Aapke Liye Jamane Se Judane KaBadhiya Tarika Facebook Ban Sakata Hai. Aur Kai Sare Facebook Ke Upayog Hai Jo Aap Ise Upyog  karate Karate Khud Hai Jan Jaonge.Chalo Ab Aage Badhate Hai ... Facebook Me apana Account Banate Hai.

Useful Note :

1.Agar Apako Facebook Account Banate Wakt  Bhasha Chenj Karni Hai to Isaka option Last Me hai. usame se Select Kar Le.

2.Aap Apana Name Apani bhasha jaise Hindi, Gujarati, Urdu....... Me Bhi Likh Sakate Hai.

3.Apana  Email Ek Bar log In karke Check kar Lena. kai bar Kya hota Hai Ki facebook me Account Registation kar Dete hai par Email ( Koi Bhi vajah se ) Khul nahi Sakata Aur conformation Nahi Ho Pata Hai, Facebook Khul nahi Sakata.

4.Aap jo Password Pasand karte hai Use Yaad rakh Le. Dusaro Ko kabhi na de, Galat Use Ho Sakata Hai.

Facebook Me Apana Account-Id Kaise Banate Hai ? 

1. Sabase Pahale Aap www.Facebook.com Website Ko Apane Browser Me Khole.




Create New Account Par Click Kar De.

3. Open Hone Par aapko Ek Screen Dikhai Dega.( Mobile Aur Pc Dono Me Jyada Fark nahi )



4. Ab Apko registration Ke Liye In Khali Box me apani Sari Detile Likhani Hai.

*.First Name: Apana Nam Like ( Apana Sahi Nam Likhana )

*.Surname: Apaki Surname Dale.

*.Phone Number or Email Address: apaka Phone Number Likhe ( Wo hi Number Dale Jo Aap Use karrahe Ho.

*.Reenter email Or Mobile Number: Isame Bhi Apane Pahale jo Dala haiWohi Number Ya Email Dale.

*.New Password: Yahan Aap Apana Password pasand karke Likhe. ( Ye wo password Hai Jo Apana Facebook Account Lig In karane KeLiyr Use karana Hai.

*.Birthday: Day-Month-Year Select Kare.

*.Gender: Yani Ling Select Kare.( Male / Female)

*.Last Me Sign Up Button par Click Kar De.

Ab Apana Email Accoun Khole. Esame Facebook Ki or Se Ek Mail aaya hoga. Isako Open karake conformation link par click karade. ( Agar apne phone number dala hai To apke Mobile mai code Aayega)

Agar Apko Post Achi Lagi Ho To apne dosto ke sath bhi ye post Share Kare
Agar kuch preshani ho rahi ho to comment kare.

0 comments:

Post a Comment

Comments Karne ke liye aap logo ka bhaut bahut dhnywaad....

Guest Post Kaise Kare

Agar aap Tricks Hindi Me
Guest post karna chatey hai to===> click Here
Thanks For Supporting Maine Aap logo ki Help karne ke liye Ek YouTube Channel Bnaya hai or aap ko sahi se smjhaya ja sake .... OR YouTube Channel Hindi Me Bnaya Hai Channel ko Search Kare YouTube Me Channel ka Naam ========= Minded Master Channel Link ×××. https://www.youtube.com/channel/UCIJ4kDDWs-qjw1TNLsYzuAw