Thursday, 3 March 2016

Post Ke Bich Me Link Kaise Add Kare Blog Me

Hello Dosto,,
Aaj Mai apko btaunga ki post me bich me link kaise add kare or iske kya Fayde hai.....

Agar aap EK blogger he to ye chiz traffic badhane me bahoti upyogi he. Agar aap apna blog chalate ho to usme link add karna bahoti jarurihe agar aap link add nahi kar raheho to aap apne blog ko alexa ranking pe aur apni traffic ko bhi aap improove nahi kar paoge aur aap blogging se tang ho jaoge.

*" Blogger Ya Website Me Facebook Pop Out Like box Add Kare

Agar ye chiz aapne sikh li to aap eksuccessful blogger easily ban sakte ho. Ab Apko karna ye he Ki Apni Post ke peragraph ke bich bich me links ko add karna he. Aur apni post ko badi banane ka he auruski madad se achhi si traffic paane ka he. Kuch me aapko ye chiz screenshots ke saath batana chahunga taaki aap jaldi se samaj sako. Iska example aap niche dekhsakte ho.

*" Blog Ka Template Kaise Change Kare

Ab mai apko ek baat btana chaunga agar aap android mobile se Blogging karte Hai To Is Method ko Chrome Browser Me Hi Try Kare...

Blog Me Post Ke Bich Me Link Add Kare....

Ab Aap Blogger.com me jaake Login Karle. Aur Phir aap Apne Blog me jaake Post ka options ko open kare.Or Pair New post par click kare..

Ab Aap Upar Ki Image Me Dekhe
Jaha par apko link add karni hai pehle Waha touch kare Phir Jaise image me dikhaya hai Link par Click Kare....
Ab Phir ek new pop up on hoga niche ki image dekhe


Aisa Popup Apko Dikega ab aap 2nd number ke box par Us post ka URL dale jisko aap add Karna chate hai (jaha par Maine apne blog ka URL likha hai) Or Web Address par hi tick rahne de..

Ab Aap 1st Box Me Wo Tile Dale Jo apki post ka Title Hai (Jaise Maine Apne Blog Ka Title Dala Hai)

Ab Sabse Niche Apko 2option Dikh Rahe Honge

1- Open this link in a new tab

2-Add 'rel=nofollow' attribute.

Aap 1st Link par Tick kare agar apne 2nd link par tick kiya to apki post Google search se hide ho jayegi isliye 1st par tick Kare....Or Phir OK Kar De...

Apko Ye Trick Smjh me aa hi gyi hogi agar koi problem ho rahi ho to comment kare....

AGAR APKO YE POST ACHI LAGI HO TO DOSTO KE SATH JARUR SHARE KARE..


1 comment:

  1. बढ़िया आर्टिकल ऐसे ही लिखते रहिये

    ReplyDelete

Comments Karne ke liye aap logo ka bhaut bahut dhnywaad....

Guest Post Kaise Kare

Agar aap Tricks Hindi Me
Guest post karna chatey hai to===> click Here
Thanks For Supporting Maine Aap logo ki Help karne ke liye Ek YouTube Channel Bnaya hai or aap ko sahi se smjhaya ja sake .... OR YouTube Channel Hindi Me Bnaya Hai Channel ko Search Kare YouTube Me Channel ka Naam ========= Minded Master Channel Link ×××. https://www.youtube.com/channel/UCIJ4kDDWs-qjw1TNLsYzuAw