Monday 29 February 2016

Free Me Blog Bnaye Sirf 5 Minutes Me

Hello Dosto..
Aaj me Phir Hajir hun apke samne Ek Trick lekar Jo Ki bahut Hi Aasan Hai Free mail blog bnaye wo bhi Sirf 5Minutes mai..
Ye blog Maine apki help karne ke liye hi bnaya hai apko koi bhi sawal puchna ho to comment kare mujhe apki Help karne me Khusi Hogi😊

Blog Banane Me Kitne Paise Lagte Hai ?

Aap Ye Soch Rahe Honge Ki Blog Bnane me kitne paise lagenge
To apko Aisa kuch sochne ki jarurat nahi hai aap blog free mai bna sakte hai apko blog bnane ke liye ek rupey bhi khrach karne ki jarurat nahi hai
aap blog sirf 5 minutes mai bna sakte hai....


Blog Kyu Bnaye Blog Bnane Se Kya Fayda Hoga

Ab sawal aata hai ki blog kyu bnaye blog bnane se hame kya fayda agar aap aisa soch rahe ho to mai apko bta du ki blog bnane se aap paise kma sakte hai blog bnakar Usme Add lga kar aap bahut paise Kama sakte hai or aap populer bhi ho sakte hai
To Maine Apko btaya hai ki blog bnane ke kya Fayde hai to ab suru karte hai blog bnane ki parkirya..


Blog Kaise Bnaye ?

Sabse pehle aap apne Browser mai Blogger.Com Open kare Blogger Khulne ke baad wo apko login Karne ke liye bloega Aap apni Gmail id Waha Login Kare...

Free Me Blog Bnaye 5minuts me
Ab aapke Samne New Page open hua hai jaisa ki upar image me dikhaya hai New Blog mai Click Kare
Uske baad New Page Open Hoga Usme 2 Khane honge ..

Free me blog bnaye 5minuts me
Ab Apke Samne Ye Page Hai Apke Samne 2 Khane Hai

1- Mai apko apne Blog Ka Title Likhna Hoga Jaise Maine Likha Hai
Tricks Hindi Me Aise hi aap bhi Likh Sakte hai Jo Title Aap Likhna Chahe..

2- Mai Apko Apne Blog Ka Address Likhna Hoga Jaise mera hai
Trickshindime.blogspot.com hai Aise hi aap Likh Sakte Hai..

phir jab ye sab ho jaye to Aap niche diye gye Kisi Bhi Template par click kare
Agar apke address ke niche likha aata hai ki Sorry This Blog address is Not Available To aap address change kare or fir dobara template par click kare
Or apke Address ke niche likha hua hai This blog address is available Matlb ye address ko kisi ne use nhi kia hai Ab aap is page me sabse niche chle jaye

Free me Blog Bnaye 5minuts Me
Ab aap yaha par apne blog ka address Likhe Jo ki upar apne dala tha or address likhne ke baad aap Create Blog par click kare ab apka blog Ban Chuka hai

Mujhe lagta hai ki apko smjh aa gya hoga ki kese blog bnaya jata hai agar abhi bhi Apko koi sawal puchna ho to comment kare…..

Agar Apko Post Achi Lagi Ho to Apne Dosto Ke Sath Post Ko Share Kare..

Sunday 28 February 2016

Doodle Army : Mini militia 2 Game Kaise khele Apne Friends ke sath apne - Apne mobile par

Hello Dosto.. ☺
Apke Sath me Ek Game Share Karne Ja raha Hun.
Jiska naam hai Doodle Army Mini Militia 2 Yah Game Bahut Acha Game He es Game Ko Aap Online ,Ofline or Local wifi se bhi khel sakte hai Isme bahut si Gun , boom hai Gun mai Machine gun, Ak47, Sniper ,Rocket Launcher , Shot Gun Etc bahut Sari Gun hai or
boom 3 parkar ke hai Grenade boom, Gess boom , Time Boom
Or is Game mai apko Jet Pack bhi milega Aur bhi bahut kuch milega Shuru - Shuru mai Apko ye Game Khelna Nahi Aayega But Kuch Time Baad aap puri Achi Tarah is Game ko Khelne Lagenge Yah Game 6 minute tak Chalta hai is game mai Jo dusre aadmi ko jyada baar Marta hai WO winner hota hai

Kaise Download Kare Es Game Ko ?

Yah Game 44.00mb ka hai yah game aap Yahi Se Download kar le ya kahi aur se bhi kar Sakte hai...

Download Karne ke Liya Yaha Click Kare ====> Download

Download karne ke baad open kare..

Open Karne ke Baad Apke Samne aisa aaye aapko es par Double (2 baar) Click karna hoga ek saath 2 baar Click kare Phir Apke Samne ek new page open Hoga.....

Jab Aapne Double(2 baar) Click kia phir uske baad ye Page open hua hai es par 5 option hai

In 5 Option Ka Kya Matlab Hai ?

1St Option - pehla Option hai UPGRADE ab mai apko btata hun ki UPGRADE ka kya matlb hai apne bahut se game mai dekha hoga ki Kuch Chije Unlock Rahti Hai Jise kholne Ke liye Game Paise lete hai wese hi isme PRO PLAYER PACK HAI Ab aap Sochenge ki ye pro player pack hai kya to mai btata hun ki Jab Aap es Game Ko Online Play Karoge to aap Online Game Par Kuch Guns nahi le sakte uske liye PRO PLAYER PACK ki jarurat padti hai...

2nd Option - dusra option hai QIUCK PLAY is par Click karke aap Online Game Khel Sakte hai Or iske liye apka Data On Hona Chaiye To hi aap QUICK PLAY kar ke khel sakte ho.

Ye bhi Pade

 Delete App, Photo , Videos Wapas Kese Laye Android phone

3Rd Option - 3rd option hai MULTIPLAYER ka multiplayer par aap jakar apne friend ke sath alag alag phone par khel sakte ho

Sabse pehle aap Apna HOTSPOT on kare phir apne Friend ko Connect hone ko bole 12 friend tak connect ho sakte hai apka data Off hona chaiye or phir aap Game Khole ye Step Kare

MULTIPLAYER===>DETHMATCH====>LANWIFI

Ye Step karne ke baad ye page open Hoga

Ab Jis Friend ne HOTSPOT on kiya hai wo host Par click Karega or baki log Jo connect hue hai wifi se WO join karenge 
Phir Jisne host  kia tha WO play karega fir jab sab game mai aa jaye join karke to Start kar De Bas An maje se Game Khelo...

4th Option - 4th option hai SOLO PLAYER is mai aap Ofline khel sakte ho isme apko 3 chaal milegi bas

5th Option - 5th option mai Game ki Setting hai jisme jakar aap apna naam apna avtar change kar sakte ho or sound ka mute kar sakte ho bas ab aap mje se Game Play karo..

AGAR APKO YE POST ACHI LAGI HO TO SHARE KARE APNE DOSTO KE SATH OR COMMENT KARE AGAR KUCH PUCHNA HO TO...

Saturday 27 February 2016

Delete App, Photo , Videos Wapas Kese Laye Android phone me

Hello Dosto ..
Mai aaj phir hajir hun apke liye ek trick lekar Jo ki bahut hi jaruri hai apke liye delete app ya photo ya videos recover (wapas ) kaise laye..
Apko sirf ek app ki jarurat padegi or phir aap apni delete photo ya koi important cheej Jo apke mobile se galti se delete ho gyi ho...

Mujhe Ye Trick Kaise Mili ?

Ek baar mai or mere dost ghumne gye the waha par Maine apne mobile mai bahut sari photo capture ki or ghar aakar mai unhe dekh raga tha to WO galti se delete ho gyi..
Or mera dimagh khrab ho gya ki ab un photos ko kaise wapas lekar aau
Bahut Sochne ke baad idea aaya ki kyu na Google me Search Kiya jaye to Maine bahut Search kia ki aakhir kese wapas late hai delete photos videos Tab jakar mujhe Ek app mila GT Recovery Maine is app ko download kia or dekha tab jakar mujhe Wo photos wapas milli
Phir An Maine Socha es Tricks ko sabke sath Share karu ... Aap bhi apni photo, Videos, Songs Ya koi File Recover Kar Sakte Hai....

Kaise Recovery Kare Apne Delete App, Photos, Videos Ya koi File

Step 1 - Sabse Pehle Apko Phone Root Hona Jaruri Hai Jo ki Maine Apni pichli post mai btya tha

♦Mobile Root Karne ke liye ye post pade ===> Android Mobile Root Kaise Kare Bina Pc Ke


Step 2- Ab Aap GT Recovery App Download Kare

Yaha Se ====>  GT Recovery Apk


Step 3- Ab  Aap Gt Recovery app ko open karo or jab open karoge to ye app Root Permission Mangega To Aap Allow Karna Uske baad Apko Samne Recovery Ka Option Dikhayi Dega bas Ab click kare or Maje Kare
Bas Ab ho jaye ga Apka Delete Saman Recover

AGAR APKO YE POST ACHI LAGI HO TO APNE DOSTO KE SATH BHI SHARE KARE OR HA AGAR KUCH SMAJH NA AAYA HO TO COMMENT KARKE PUCHE....AGAR POST ACHI LAGI HO TO BHI COMMENT KARKE BTYAE..


Ek Android Mobile Me 2 Whatsapp Kaise Chlaye

Hello Dosto ..
Aaj me apke liye lekar aaya hun ek trick Jo ki apko bahut pasand aayegi   ek mobile me 2 Whatsapp har koi chlana chata hai magar jyada logo to trick nahi aati ki kaise ek mobile me 2 Whatsapp chlaye ja sakte hai,

Kya yah Sach hai ki ek mobile Me 2 Whatsapp chal sakte hai ?

jab mujhe pehle baar pta chala tha ki ek mobile me 2 Whatsapp chal sakte hai to mujhe yakin nahi hua par jab maine trick ko try kia to mujhko bahut khusi hui sach me
ab topic par aate hai...

mobile me 2 whatsapp chlane ke liye kya chaiye

1- Android mobile
2- Whatsapp app
3- Whatsfapp app

2 Whatsapp Chalane me kya fayda hai
Bhut bar hamare saamne ek dikkat aati hai or Wo ye ki hame hamari personal life or hamari professional life ko alag alag rakhna hota hai uske liye hame 2 whatsapp number chaiye. ek se ham hamare dosto or family member se jude rha sake or dusre number se ham apne business ka kaam kar sakte. Uske liye hame do mobile rakhna padta hai, par inki koi jarurat nahi hai aaj me aapko is post me bataoga kaise hamek mobile me 1 nahi 2 whatsapp chala sakte hai.

Kya kare ek mobile me 2 Whatsapp chlane ke liye
1- Sabse pehle aap Whatsapp ka official Apk download kar le jo hum sab chlate hi hai ( Agar pehle se apka ye app download he to sidhe
2nd step se suru kare)
2- Ab aap whatsapp ko thodi der chlaye  Ab apne WhatsApp ke message ka backup kar le.

Settings >> Chat Settings >> Back up Chats

3- Ab aap apne Mobile kisettingme jaa kar Apps >> WhatsApp>> Clear Data par click kare.

Ye Step Sabse Jada Jaruri hai

4- Ab apko dusra whatsapp download karna hai yaha se download kar le ==>  Download Whatsfapp apk  
Install karte samay aapko apna phela number register karna hai jo aapne Official Whatsapp par kiya tha. Install hone par back chat ka option aayega. aap uspar click karke apne message wapas aa jayege.

5- Ab Jo Official WhatsApp hai usko Open kare or ab usme 2nd Mobile Number se register kare.( jis number se aap whatsapp use karna chate ho wo number dale)
Install karne ke baat thodi der chat kare…


Apne Dosto se jarur share kare or aapko ye jaankari kasi lagi uske bare me jarur bataye. Cmnt par


Friday 26 February 2016

Android Mobile Ki Brightness kam kaise Kare

Hello Dosto
Aaj me apke liye laya hun ek mast si trick ham sabke sath aisa hota hai ki jab raat ko hum log phone chlate hai to aankho me mobile ki light jaise chubhati hai us light se hamari aankhe sahi se khul bhi nahi paati esi ke liye ye trick me lekar aaya hun

Brightness kam Kaise Kare.

Sabse pehle aap ye app download kar le
 Download Night mode App download kare.

Phir app ko open kare open Karne ke baad ye page aayega


Apko kuch nhi karna hai bas ye karna hai ki Jo niche wali line hai image me usko kam ya jyada karna hai or phir Start par click kar dena hai bas ab apke mobile ki brightness raat ko kam ho sakti hai jitna kam aap karna chahoge utni kam ho jayegi.
Or aap Iski setting me bhi chedkhani kar sakte hai Jo apko karna hai


Night mood app ki Setting

Ye aap ki setting hai....

Post Padne ke liye Dhnyawaad..


Android Mobile Root Kaise Kare bina pc ke

Hello Dosto,,
Aaj me apko btaunga ki Android mobile ko bina PC ke kaise Root kare yah bahut hi aasan tarika hai mobile ko Root Karne ka..

Mobile Root Karne ke liye jaruri Chije

1-Kinroot App


Kingroot app se Kaise Mobile Root Kare

Sabse pehle aap KingRoot app download Kare

 Download Kingroot

Ab aap kingroot app ko open kar le fir Apko aise dikhega


Iske baad aap Upar ko kare Jo sing apko dikhai de raha hai.


Fir Apke pass Aise aa Jayega Aap Try it par Click Kare apki processing suru ho jaye but Apka Data on hona chaiye.

Jab Processing puri ho jayegi To Apko Phone Reboot (Switch off) ho Jayega  Fir apko phone Root Ho Gya
Post Padne Ke liye Dhnywaad ...


Thursday 25 February 2016

Bina Email id or mobile number ke facebook id kaise bnaye

Hello Dosto Mera Naam Anuj Sharma hai or aaj meri blog me first post hai..
To aaj me apko btaunga ki kaise aap bina email or bina phone number ke Facebook mai I'd bnaye..???

To ab Suru karte hai ki kaise bina email I'd or mobile number ke Facebook mai I'd bnaye?

Step 1- Sabse pehle  https://temp-mail.org
jaye or fir ek email id apko yaha par di jayegi apko usko copy karna hai WO I'd is type mai hogi - ( viveba@dlemail.ru)

Step 2 - Ab apko Apne browser par new tab karna hai fir facebook.com open karna hai Create New Account par click kare
1- Apna naam dale
2- Email ki jagah temp-mail mai Jo apne email copy kia tha wo dale
Or apna
3- passward dale fir Sing up par click kare

Step 3 - Ab aap wapas temp mail par jaye Fir waha par refresh ka option hoga refresh kare thodi der baad apko ek link dikhayi degi us par click karte rahe jab tak us par code na aaye Facebook ka jab code aa jaye to usko daal do bas ab ban gyi Facebook me fake id....

Aap aise hi bahut id bna sakte hai Facebook par
Jab ek I'd ban jaye to temp-mail me delete ka option hoga us par click kare fir apko new email milega aap yahi method kare dobara se...

Agar apko post Achi Lagi Ho To Plzzz Share Jarur Kare Thanx friend post Padne Ke Liye


Guest Post Kaise Kare

Agar aap Tricks Hindi Me
Guest post karna chatey hai to===> click Here
Thanks For Supporting Maine Aap logo ki Help karne ke liye Ek YouTube Channel Bnaya hai or aap ko sahi se smjhaya ja sake .... OR YouTube Channel Hindi Me Bnaya Hai Channel ko Search Kare YouTube Me Channel ka Naam ========= Minded Master Channel Link ×××. https://www.youtube.com/channel/UCIJ4kDDWs-qjw1TNLsYzuAw