Hum badi Ummid Lekar blog bnate hai or Blog Me Achi Achi Post Bhi Karte hai Dukh tab hota hai Jab Blog me Visiters nahi aate or phir hamara man blogging karne ka nahi karta
iski main wajah hoti hai blog ka look sahi na hona kyuki humare blog ka look jitna acha or aakarshak hoga visitors ko wo utna hi acha lagega, aaj mai aapko isi ke bare me btane ja raha hu, aap aasani se apne blog ka look change kar sakte hai.or apne blog ko ek acha sa look de sakte Hai agar aapne Blog nahi banaya hai to pahle apna blog bana le
Free Me Blog Bnaye Sirf 5 Minutes Me
Blog Ki Template Ko Kyu Change Kare?
Agar aapko apne blog ka traffic badhana hai or agar aap chahate hai ki aapke blog par jyada visitors aaye to aapko blog ki template change karni chahiye.
Blogger se pahle se bahut sare template free me de rakhe hai par agar aapko apna blog or acha or best banana hai to aap blog template change kar sakte hai. iske liye aapko free site se template download karni hai.wese to bahut si website hai blog template download karne ke liye. paraap yaha se bhi
www.btemplates.com
ya www.webdesignrazzi.com template download kar sakte hai.Is bat ka dhyan rakhe ki blogger sirf Xml file hi support karta hai. isliye template chane karne ke liye sirf Xml file hi choone.
Blog Template Kaisi Honi Chahiye?
Blog ki template download karne se pahle ye jan na bahuty jaruri hai ki blog ki template kaisi honi chahiye, yeh bahut jaruri hai
1. Mobile Friendly Template Mobile friendly honi chahiye taki mobile me bhi aapka blog acha dikhe or ye to aap jante hi hai ki aaj jyadatar log mobile me hi net use karte hai.
2. SEO Friendly ye bahut jaruri hai ki aapke blog ki template seo friedly ho taki google search engine me aapka blog search ho sake.
3. Fast Loading Blog Ke Liye Template fast load hone wali ho taki jaldi khule kyuki jab koi visitors aapke blog blog ko open karta hai to agar ye open hone me time lagati hai to visitors kisi dusri website par chala jayega Ab aap ye to jan hi gaye honge ki blog template kaisi honi chahiye or blog template kaha se download karte hai, ab aap ko ye janna hai ki blog template kaise upload karte hai.
Blog Ka Template Kaise Change Kare?
skare pahle Blogger.com par log in kare. or blog ke Dashboard me jaye.
1. Template par click kare.
2. Ab Aap Backup/Restor par click kare.
Ab ek New popup windows khulegi.
1. Download full template par click karke apne blog ki template ka backup bana le taki. taki template upload karte waqt koi error aaye to aap fir se purani template upload karsakte hai.
2. Choose file par click karke apne blog ke liye xml file choone jo aapnepahle se download kar rakhi hai or agar nahi ki hot to pahle Btemplates.com is site se template download kar le
3. File choose karne ke bad Upload par click kare or thoda wait kare. template upload hone ke bad aapke blog ka look badal jayega.
AGAR APKO YE POST ACHI LAGI HO TO APNE DOSTO KE SATH BHI SHARE KARE OR AGAR KOI PROBLEM HO TO COMMENT KARE..

0 comments:
Post a Comment
Comments Karne ke liye aap logo ka bhaut bahut dhnywaad....