Saturday, 5 March 2016

Blogger Blog Me Kaise Post Kare


Hello Dosto,,
Aaj mai apko btaunga ki aap blog me kaise post kar sakte hai ...
Jyada new bloggers ke sath hota aisa hai ki wo blog to bna lete hai par unko pta nahi hota ki blog mai kaise post hoti hai jab mai blogging mai first time aaya tha to mujhe bhi nahi pta tha ki post kaise karte hai par dihre dihre Maine khoj karni suru ki to muzko first time blogger ka app mila jisme ki jayada feature to nahi hai but post ho jati thi Maine wo blog ka use bhi bahut kiya par baad me mujhe us app se boriyat aane lagi kyuki jab mai dusro ki website ko dekhta tha to mujhe unki post ke bich me bhi image dikhti thi Jo ki Aap blogger ke app me nahi kar sakte aap blogger app me post ke bich me image nahi daal sakte or color full post bhi nahi kar sakte to muzko

*" Android Mobile Se Template Kaise Edit Kare

 fir ek or app mila jiska naam hai Blogway Is app ko use karke mujhe acha laga ab mai bhi colorfull post kar sakta tha or post ke bich me image daal sakta tha but kuch din baad mujhe pta chla ki mai Chrome Browser se bhi blog me post kar sakta hun Maine apko apni pichli post mai btaya tha ki Me PC Ya laptop se Blogging Nahi Karta mai Mobile Se Blogging karta hun to apko pta hi hoga ki mobile me bhi Chrome browser support karta hai yah browser jyadatar mobile me pehle se rehta hai....

 Blogger official App

Yah App blogger ne apne Aap create kia hai Jo ki mobile User Ke liye hai or isme jyada option nahi hai ispar Aap sirf ek simple post hi kar sakte hai isme aap ko kuch jyada mja nahi aayega...

*" Post Ke Bich Me Link Kaise Add Kare Blog Me

Blogway app

yah official app nahi hai is par aap colorfull post kar skate hai or post ke bich mai Aap photo bhi add kar sakte hai or link bhi add kar sakte hai...
kahu to is app mai Aap blog mai achi post to kar skate hai par Aap blog ko puri tarah mange nahi kar sakte.sirf post kar sakte hai to Chlo aage badte hai....


Chrome Browser 

Yah ek browser hai Jo ki apka blog mai post hi bahut kuch kar sakta hai apko ye to pta hi hoga ki browser kya hota hai es browser ko Aap kisi bhi tarah use kar sakte ho jaise ki Aap dusre browser ko use karte honge..


Chrome Browser Se Blog Me Post Kare

ab me apko bta du ki Isme Aap Sabse pehle app download kar le phir aap app ko open kare or Blogger.com par Jaye iske baad
Aap apni Gmail I'd se login kare jis email I'd se aapne blog Create Kiya hai usi I'd se login kare.....
Ab app blogger ke home Page par pahuch jayenge

*" Feedburner Kya Hai?or Isme Account kyu Aur Kaise Bnaye

Ab aap Us site par click kare jispar Aap post Karna chate ho phir aisa page open hoga


Ab jaisa upar image me dikhaya gya hai New post Par Click kare uske baad ek new page open hoga



1- Mai apni post ka title likhna hai.

2- Me Post Likhni hai Jo Aap likhna Chate ho.

3- Isme Apko Lable likhna Hai.

4- Post ko publish kar Dena hai...

bas ab ho gyi post

*" Website Ka High Quality Screenshot Kese Bnaye

AGAR APKO YE POST ACHI LAGI HO TO SHARE JARUR KARE OR AGAR KUCH PUCHNA HO TO COMMENT ZARUR KARE...

1 comment:

  1. Sands Casino | New Zealand Casino | Tournaments, Slots
    Explore an exciting and thrilling worrione casino experience. septcasino Play online for real money on our website. Join deccasino now and claim your welcome bonus!

    ReplyDelete

Comments Karne ke liye aap logo ka bhaut bahut dhnywaad....

Guest Post Kaise Kare

Agar aap Tricks Hindi Me
Guest post karna chatey hai to===> click Here
Thanks For Supporting Maine Aap logo ki Help karne ke liye Ek YouTube Channel Bnaya hai or aap ko sahi se smjhaya ja sake .... OR YouTube Channel Hindi Me Bnaya Hai Channel ko Search Kare YouTube Me Channel ka Naam ========= Minded Master Channel Link ×××. https://www.youtube.com/channel/UCIJ4kDDWs-qjw1TNLsYzuAw